Tips & Tricks

Anvi Folder Locker ko kaise download aur use kare

computer ho ya pir laptop es mai software kitna imporant hai wo to ap sabi log jante honge yaha per apko internet mai free software mil jayege jo computer ya pir lapetop ke lea bohut important hote hai,aur yaha internet par apko kuch useful software aise bi milenge jo paid hote hai lakin aj ki esi post mai,mai ap dosto ko free wala software ke bare mai batawoga ke ap  Folder Locker software kaise  free mai download kar sakte ho.
esi software ka kya kaam hota hai aur saat mai aapko ye bi batawong ke ap esi software ko kaise use kar sakte ho,to dosto agar apko ye jan na hai ke Anvi Folder locker kaise download hota hai,kya kaam karta hai,ese kaise use karte hai to esi artical ko last tak padhte raheye .
How to download and use Anvi Folder Locker Guide in hindi/urdu

what is Anvi Folder Locker?Anvi Folder Locker kay hai?

kai bar apka computer ya pir laptop mai bohut sare folder hote hai aur us mai kuch folder mai kafi zyada importent files,document,aur sansative data hota hai to agar ap chahte ho ke wo folder ap ke ilawa ko dosra excess na kar paye ya koi dosra use na kar sakai to ap us per password set kar sakte ho.

 

aur usi folder ko Folder Locker software ke zarye secure bana sakte ho to ye software folder ko lock karne ke lea kam karta hai es se aap kisi bi computer ya pir laptop mai kisi bi folder ko asani ke sat lock kar sakte ho aur us folder ko secure bana sakte ho

 Anvi Folder Locker kaise download karai

Folder lock app Download karne ke lea mai apko kuch steps batawonga us ko ap follow karke asani ke saat esi software ko download kar sakte ho.sabse pahle apko apne browser per jana hoga

 

  • search bar mai type karai anvi folder locker
  • us ke baad apko filehippo wale website se download karna hoga ya ap neche download per click karke download kar sakte ho ⟹ DOWNLOAD

 

Anvi Folder Locker kaise use karai

mai apko esFolder Locker software ke bare mai batawonga ke ap use kaise use kar sakte hai.es ko use karne ke lea mai aap ko kuch tips donga use ko follow karke ap ese asani ke sat use kar sakte ho.
  • sabse pahle apko  folder locker software open karna hai.
  • open karne ke baad apko aik page show karega jis mai ap ne master password set karna hoga aur dobara usi password ko same conform karai.
  • apna email id enter karai ,email id apko eslea dena padhe ga ke agar fauture mai ap apna password bool jate he to ap es email id ke zarye asani ke sat naya password set kar sakte ho.
  • add per click karai.
  • add per click karne ke baad apko jis bi folder ko lock karna hai us folder ko select karai.
  • and then open per click karai.
  • hide and lock per click karai aur password ko sellect karai.
  • us ke baad ap ko 2 option mile ga default password and custom password us mai ap kisi bi password do choose kar sakte ho lakin mai apko recomend karonga ke aap default ko hi sellect karai qnke jo master password apne pahle enter kya ta wo automatically set ho jaye ga.

apko ko aik naya page show karga jis mai apko 1 item protected nazar aayega dosto aap es tarah se apne kisi bi folder ko secure bana sakte ho.ab aap ka folder secure ho cuka hai password ke bina esi folder ko koi bi open nahi kar sakta ab aap ka folder highly secured hai.

Umeed hai ke aapko ye article pasand aaya hoga. Is tarah ke aur bhi post ko padgne ke liye aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.Agar Aapko ye Article pasand aaya ho to aap hamare YouTube Channel ko Subscribe kar sakte hai. Aap hame  Twitter aur Facebook par bi follow kar sakte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *